~~~~~~~~~~~Tanhai~~~~~~~~~~~
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

funnnnyyyyyyyy

Go down

aaapke khayal main mard zyada behangam hote hain ya AURATAIN?

funnnnyyyyyyyy I_vote_lcap0%funnnnyyyyyyyy I_vote_rcap 0% 
[ 0 ]
funnnnyyyyyyyy I_vote_lcap0%funnnnyyyyyyyy I_vote_rcap 0% 
[ 0 ]
 
Total Votes : 0
 
 
Poll closed

funnnnyyyyyyyy Empty funnnnyyyyyyyy

Post by Danial Wed Oct 21, 2009 11:48 am

wo behangam si jin ko dekh kar main toba karta tha
ba majboori unhain to be shikan likhna para mjhko

zubanain jinki qainchi ki tarah chalti theen shohar par
inhain sheereen zaban sheereen dehen likhna para mjhko

har ik mehfil main jalwon ki jo rishwat paish karti theen
wo jaisi bhi theen jaane anjuman likhna para mjhko

meri majbooriyon ne nazuki ka khooon kar dala
har ik gobhi badan ko gulbadan likhna para mujhko

jab ik alhar bani dulhan kisi boseeeda shohar ki
to uske surkh jore ko kafan likhna para mujhko

wo jin ki umer ki gharyaan nehayat sust chalti hain
sanad hai unki paidayish ka san likhna para mujhko

basa auqaat hurmat bhi qalam ki dao par rakh di
lutairon ko mohibbaane watan likhna para mujhko

bara mushkil tha jinko dhoondna make up ke malbe main
so andaze se inka baankpan likhna para mujhko
cyclops

Danial
ON3 ST@R
ON3 ST@R

Male Number of posts : 22
Age : 34
Location : Pakistan
Points : 8488
Reputation : 0
Registration date : 2008-01-31

Back to top Go down

Back to top


 
Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum